ChArMiNg PoEtRy ...!!!!!

Sunday, May 17, 2009

Masoom si muhabbat...!!!!

masoom si muhabbat ka bas itna sa fasana hai..
kagaz ki haweli hai barish ka zamana hai,

kia shart-e-muhabbathai kia shart-e-zamana hai.

awaz bi zahmi hai aur geet b gana hai.

us par utarne ki umeed bahot kam hai,,

kashti bi purani hai tufaan bi aana hai..

samhje wo ya na samjhe is andaz-e-muhabbt ek shakhs ko aankhon se ek shair sunana hai..

boli si aada koi phr ishq ki zid par hai ,,

phir aag ka darya hai phr doob k jana hai..

No comments:

Post a Comment

Do You Like It!!!!!!